रूढ़ियाँ जब बंधन बन बोझ बनने लगें तब उनका टूट जाना ही अच्छा है। क्यों? स्पष्ट कीजिए।

plzzz give me a brief ans

Samaj ko sucharu roop se chalane ke liye kuch niyam banaye jate hai jo samay badalne ke sath sath aprasangik bhi hote rehte hai. Tab bhi unka tyag na karne par vahi maryadaye , rudhiyo aur adambaron ka roop le leti hai. jo suvidha ke sthan par asuvidha aur adachan utpanna karne lagti hai. aisi avastha me inka tuut jana he behtar hota hai. jaise is kahani ke sandarbh me dekha jaye to tatara aur vamiro ka vivah ek parampara ke karan nahi ho sakta tha. issi me yah do prem karne wale mil na paye aur apni jaan gava baithe. to aise rudhi ya bandhan me judne se kya tuk hai? isiliye samay ke anusar rudhiyo ka svayam hi tuut jana achha hai...

  • 14

rudiya jab bhoj ban jati hai toh unka tuut jana hi thik hai  kyunki  ise kisiki icha purti nahi hoti.

  • -14

rudiya good very good goodgood good good good

  • -15

रूढ़ियां और बंधन समाज को अनुशासित करने के लिए बनते हैं परन्तु इन्हीं के द्वारा मनुष्य की भावना आहत होने लगे, बंधन बनने लगे और बोझ लगने लगे तो उसका टूट जाना ही अच्छा होता है। जिस प्रकार तताँरा वामीरो से प्रेम करता है, उससे विवाह करना चाहता है परन्तु गाँव के लोग तताँरा को पसंद नहीं करते हैं। वे इस समय विरोध करते हैं और अन्त में उन्हें अपनी जान देनी पड़ती है। इस तरह की रूढ़ियाँ भला करने की जगह नुकसान करती हैं तो उन्हें टूट जाना समाज के लिए बेहतर है।

  • 10
 ये बात बिलकुल सही है कि रूढ़ियाँ जब बोझ बनने लगें तो उनका टूट जाना ही अच्छा है। कोई भी नियम एक अनूठे सामाजिक परिवेश की देन होता है। समय के साथ चीजें बदल जाती हैं। लोगों की मानसिकता और सामाजिक ढ़ाँचा परिवर्तनशील होता है। जो बात एक खास समय में उचित लगती है, वही बात बदले हुए परिवेश में व्यावहारिक तौर पर अपनी सार्थकता खो देती है। ऐसे में वो बात हमारे लिए बोझ बन जाती है। इसलिए उचित अवसर पर पुरानी प्रणाली को तोड़ना ही अच्छा होता है।
  • 24
Yes...
  • -4
ALL THE ABOVE ANSWERS ARE CORRECT! I AM A TEACHER. APPROVED!!!!
 
  • 0
Samaj ko sucharu roop se chalane ke liye kuch niyam banaye jate hai jo samay badalne ke sath sath aprasangik bhi hote rehte hai. Tab bhi unka tyag na karne par vahi maryadaye , rudhiyo aur adambaron ka roop le leti hai. jo suvidha ke sthan par asuvidha aur adachan utpanna karne lagti hai. aisi avastha me inka tuut jana he behtar hota hai. jaise is kahani ke sandarbh me dekha jaye to tatara aur vamiro ka vivah ek parampara ke karan nahi ho sakta tha. issi me yah do prem karne wale mil na paye aur apni jaan gava baithe. to aise rudhi ya bandhan me judne se kya tuk hai? isiliye samay ke anusar rudhiyo ka svayam hi tuut jana achha hai...
  • 0
Hope it will help you

  • 0
What are you looking for?