premchand ke kuch visheshtaen bataie.

Premchand hindi sahitya ke upanyas samrat the jinhe kalam ke sipahi nam se bhi saraha gaya.. godan unki mukhya kriti thi...Premchand ki sabse bari visheshta yah thi ki we kisi bhi bare se bare baat ko sidhe aur sanchipt mein prakat karte the... Unki bhasha saral, sajiv aur muhawaredar hain jisme hindi, pharsi aur angresi shadhon ka kushalta se prayog kar Premchand ne samaj ke vibhinna muddon par prakash dala hain.... Unki rachnaye multah kisano, majduro aur daliton ka shoshan, samaj mein stiyon ki durdasha , swadhinta andolan adi par nirdharit hain...... anya shabdhon mein hindi sahitya ke we anyatam upanyaskar the......

Gud luck.... Plz give thumbs up if u like it....

  • 5
What are you looking for?