Sangatkarka mahatva? Please answer?

Sangatkar, mukhhya kalakaar ko madad karta he. Jab mukhya kalakaar ki awaaz me sur khich jaata he, ya fat jaata he, yaa fir jab use aram ki avashyakta hoti he tab ya fir vo paramatma se vartalaap kar raha hota he tab use madad karta he sangatkar. Kisi bhi Sangatkar ke bina, mukhya kalakaar ko safata prapt nahi hoti hain. 
  • 1
What are you looking for?