Sanskrati path k adhar par sanskrati aur sabhyata mein antar spasht kijiye?

Sanskriti : wah vastu ya siddhant  jo kisi manav ne apni yogyata aur samjhdari se banaya ho ya khoja ho use snskriti kehte hain.

sabhyata: jab sanskriti ka manav jiwan aur manav ki pragati va unnati ke liye kiya jaye to use sabhyata kehte hai.

udaharn ke roop mein jab newton ne gurutwakarshan bal ki khoj ki to vah sanskriti thi aur newton ek sanskrit vyakti aur jab is siddhant ka prayog manav ne kai naye avishkaron aur prithvi ko samjhne mein kiya to vah sabhyata kehlayi.

  • 5

 nice answer saurav

  • 1

dhanyawaad

  • -2
What are you looking for?