"sir par kafan bandhna" muhavre ka matlab kya hota hain?

sar par khafan bandna ek mihavra hai jiska arth hai- haste haste hue apne desh ki raksha ke liye apne jeevan ka balidan karna.
  • 2
maut ke liye taiyaar hona
  • 3
Maut kab aayegi maalum nahi per marne ke liye hamesha nidar hoke taiyaar rahnaa.
  • -2
Ji jan se lagkar kisi kam Karna
  • -2
apne maut ke najdik/ maut ko gale lagana
  • 7
ready to die
  • 7
us kaam ko krne me apna pura yogdaan dena
  • 2
sir par kafaan bandhna refers to maut k liye taiyar hona..
 
  • 0
What are you looking for?