Wakt badalta hai zindagi ke saath zindagi badalti hai wakt ke saath wakt nahi badalta doston ke saath bass Dost badalta Jate hai wakt ke saath bade aajib hai yeh zindagi ke raste anjane raste pe kuuch Dost ban Jate hai Milne ki khusi de ya na de bicchadne ka gum zarur de Jate hai apse durr hokar Hum jayege Kha aap jaise Dost Hum payega Kha dill ko Kaise bhi sambhal lenge pr ankhon ke aasu hm chupayege Kha in ankon se sapne juraya na Karo Humare Dosti ko azmaya na Karo tumhari ek hassi mere dill ki dhadkan hai unhe yu hi na ansu main gavaya Karo tanha rehana sikh liya hai humne per Kabhi khush na reh payenge Teri doori sehna sikh liya humne AR Teri Dosti ke bina Jii na payege taraste the Hume Milne mere Dost aur bhai Kabhi na Jane Aaj q mere saye se bhi wo katrate hai Hum bhi Wahi hai dill na Jane q log badalte hai bhagwan ne Banai qudrat nahi dekhi dilon mai jhupi dolat nahi dekhi Jo khete hai doori se mitt Jati hai Dosti usne Shayad Humari Dosti nahi dekhi mehfil mai kuuch toh sunana padta hai Kabhi usnke Hum bhi Dost the Aaj Kaal unhe Yaad dilana Kabhi Yaad aye toh ek baar kehna Kabhi ansu ban ke akhon se na behna Dost na sahi ajanabi hi rahena Par Kabhi alvida na kehna.....

You are right
  • 0
Oo bss kar ro dungi mai
  • 0
Waah ....sahi bola hai yaar
  • 0
yes 
  • 0
What are you looking for?