what is prernarthak kriya ???
prernarthak kriya, vo kriya hai, jisme sangya khud karya na karke, dusro ko karya karne k liye prerit krti hai..!!
for eg:- maa khana bana rhi hai..
prernarthak:- maa naukar se khana banva rhi hai..!!
u can see, maa swayam khana na bna k.. naukar se banva rhi hai..!!
hope u got it..!! :)