kya mirabai aur aadhunic mira "mahadevi verma' in dono ne apne-apne aaradhya dev se milne k liye jo yuktiya'n' apnai hain , unme aapko kuchh samanta ya antar pratit hotaa hai? apne vichar prakat kijiye |

 meerabai aur aadhunik meera ne jo yuktiyan apnayi hain, unme kai samantaye or kai antar bhi hain. samanta ye hai ki dono mein priyatam se milne ki tadap hai. dono unse milne ko adheen hain. lekin us priyatam se milne ki yuktiyon  me bhinnata drishti gochar hoti hain. meera sagun arthaat krishn ke sammukh naach gaa kar use rijhana chahti hain or use sagun roop mein pana chahti hain. mahadevi verma ka ishvar nirgun nirakaar hai. uska priyatam agyaat hai. veh to apni aatma ke deepak ko jala kar us tak pahuchna chahti hain. uski yukti mein sukshamta hai. mahadevi verma ki vedna jan jan ki vedna hai. jabki meera ki vedna uski apni vedna hai..

i hope it helps. :)

  • 19
१) महादेवी अपने आराध्य को निर्गुण मानती हैं और मीरा उनकी सगुण उपासक हैं। महादेवी वर्मा ने ईश्वर को निराकार ब्रह्म माना है। वे उसे प्रियतम मानती हैं। सर्वस्व समर्पण की चाह भी की है लेकिन उसके स्वरुप की चर्चा नहीं की। २) मीराबाई श्री कृष्ण को आराध्य, प्रियतम मानती हैं और उनकी सेविका बनकर रहना चाहती हैं। उनके स्वरुप और सौंदर्य की रचना भी की है। ३) मीराबाई ने सहज एवं सरल भावों को जनभाषा के माध्यम से प्रस्तुत किया है जबकि महादेवी ने विभिन्न प्रकार के बिंबों का प्रयोग किया है।
  • -1
What are you looking for?